Poltry farm owner ne tamam murghion se kaha : “gar tum sab ne raat ko 2,2 anday na diye to main tum ko dana nahi donga:”
Agli subha us ne dekha sab ne 2 anday diye hue tahe lekin ek ne 1 anda diya.

Owner: “tum ne 1 kyon diya?
Jawab mila: “janab ye bhi aap k daar se diya hai warna main to murga hoon.”

Tags: ,

Leave a Reply